Toxic Lyrics - Badshah
Singer | Badshah |
Music | Aditya Dev |
Song Writer | Badshah |
Toxic – Badshah
Jab tu nahi tha yahan to gham nahi tha
Aadat teri lagne tak sab kuchh sahi tha
Aaya tu zindagi mein ban ke sitam sa
Haan ek sitam sa
Ik tere pyar ne aise diye zakham
Na hi to jee sake, na hi mare hain hum
Ik tere pyar ne aise diye zakham
Na hi to jee sake, na hi mare hain hum
Ik tere pyar ne
Jis din pehli baar dekha tujhko
Kosun us din ko main
Kyun ladte ho
Iska jawaab doon kyun tumko main
Aankhein chehre mein dhans gayi hai
Koyi raunak nahi
Lagta hoon psycho
Milta hoon jin jinko main
Chhoti chhoti baat pe ladne ka man kare
Jis’se bhi milun main jhagadne ka man kare
Rehti ek anxiety si
24 ghante marne ka man kare
Kyun hai itni gandagi
Na tujhko pata na mujhko pata
Kuchh to bacha hai kya tere mere beech mein
Tu yeh mujhko bata
Main tujhse pyar karna chahta hoon
Par aur nahi ho pa raha
Aankhein sookh gayi hain meri
Aur nahi ro pa raha
Chahta hoon ke aansu aayein
Aane band ho gaye hain
Tujhko jaate the jo raste
Saare band ho gaye hain
Ladna bhi main chahta hoon
Kha ke kehta hoon kasam
Iss bahane apne mein
Kuchh to rahega kam se kam
Tu bhi mujhko gaali de
Mujhpe chillaye, mujhpe cheekhe tu
Lad ke ghar se baahar jaaye
Main aaun tere peechhe
WhatsApp pe mujhko aur meri family ko block kar
Mujhe gandi gandi baatein bol
Khud ko room mein lock kar
Main khadkhata rahun darwaza
Aur tu khole na
Main kholne ko bolta rahun
Aur tu kuchh bole na
Toone yeh kiya to main yeh kar lunga hum chillayein
Dono ko ik duje ki phir ghaltiyan hum ginwayein
Thak kar phir rote rote rote dono so jayein
Kyun na hum ik dooje se phir anjane ho jayein
Chhoti chhoti baatein ab andar se khaane lagi hain
Jaan meri ab mere andar se jaane lagi hai
Dono mein negativity har din aane lagi hai
Pehle pyar aaya karta tha
Ab ghinn aane lagi hai
Pehle pyar aaya karta tha
Ab ghinn aane lagi hai
Pehle pyar aaya karta tha
Ab ghinn aane lagi hai
Ik tere pyar ne aise diye zakham
Na hi to jee sake, na hi mare hain hum
Ik tere pyar ne aise diye zakham
Na hi to jee sake, na hi mare hain hum
Ik tere pyar ne
Humi ne banaya jo
Jo humi se bikhar gaya
Aao nayi eenton se
Wahi aashiyana banaye
Jab tu nahi tha yahan to gham nahi tha
Aadat teri lagne tak sab kuchh sahi tha
Aaya tu zindagi mein ban ke sitam sa
Haan ek sitam sa
Ik tere pyar ne aise diye zakham
Na hi to jee sake, na hi mare hain hum
Ik tere pyar ne aise diye zakham
Na hi to jee sake, na hi mare hain hum
Ik tere pyar ne
Jis din pehli baar dekha tujhko
Kosun us din ko main
Kyun ladte ho
Iska jawaab doon kyun tumko main
Aankhein chehre mein dhans gayi hai
Koyi raunak nahi
Lagta hoon psycho
Milta hoon jin jinko main
Chhoti chhoti baat pe ladne ka man kare
Jis’se bhi milun main jhagadne ka man kare
Rehti ek anxiety si
24 ghante marne ka man kare
Kyun hai itni gandagi
Na tujhko pata na mujhko pata
Kuchh to bacha hai kya tere mere beech mein
Tu yeh mujhko bata
Main tujhse pyar karna chahta hoon
Par aur nahi ho pa raha
Aankhein sookh gayi hain meri
Aur nahi ro pa raha
Chahta hoon ke aansu aayein
Aane band ho gaye hain
Tujhko jaate the jo raste
Saare band ho gaye hain
Ladna bhi main chahta hoon
Kha ke kehta hoon kasam
Iss bahane apne mein
Kuchh to rahega kam se kam
Tu bhi mujhko gaali de
Mujhpe chillaye, mujhpe cheekhe tu
Lad ke ghar se baahar jaaye
Main aaun tere peechhe
WhatsApp pe mujhko aur meri family ko block kar
Mujhe gandi gandi baatein bol
Khud ko room mein lock kar
Main khadkhata rahun darwaza
Aur tu khole na
Main kholne ko bolta rahun
Aur tu kuchh bole na
Toone yeh kiya to main yeh kar lunga hum chillayein
Dono ko ik duje ki phir ghaltiyan hum ginwayein
Thak kar phir rote rote rote dono so jayein
Kyun na hum ik dooje se phir anjane ho jayein
Chhoti chhoti baatein ab andar se khaane lagi hain
Jaan meri ab mere andar se jaane lagi hai
Dono mein negativity har din aane lagi hai
Pehle pyar aaya karta tha
Ab ghinn aane lagi hai
Pehle pyar aaya karta tha
Ab ghinn aane lagi hai
Pehle pyar aaya karta tha
Ab ghinn aane lagi hai
Ik tere pyar ne aise diye zakham
Na hi to jee sake, na hi mare hain hum
Ik tere pyar ne aise diye zakham
Na hi to jee sake, na hi mare hain hum
Ik tere pyar ne
Humi ne banaya jo
Jo humi se bikhar gaya
Aao nayi eenton se
Wahi aashiyana banaye